HomeLive BroadcastAudio VideoBooksGalleryLyrics
Members Login | Not yet a member? Sign Up Now! It's Free!
Arabic
Hamd
Qaseeda
Salaam
Mawlid
Urdu
Naat Shareef
Salam
Qawwali Shareef
Hamd & Munajaat
Qaseeda
Ghazal
Mankabats
English
English Praise Songs
Tamil
இறைத் துதி
நாயகம் துதி
உர்து - தமிழ் புகழ்பா
ஸஹாபாக்கள்
இறை நேசர்கள்
புனித நாள்கள்
Punjabi
Naat Shareef
Idhar Zindagi Ka Janaza

Idhar Zindagi Ka Janaza (Life's Funeral)

Ghanay Darakht K Neechay Sula K Chor Gaya
Ajeeb Shaks Tha Sapnay Dikha K Chor Gaya
Yeah Ujra Ghar To Usii Aik Ki Nishaani Hai
Tu Apne Naam Ki Takhti Laga K Chor Gaya

Hum To Tinkay Chun Rahay Thay Aashiynay K Liyeah
Aap Say Kiss Nai Kaha Bijli Giranay K Liyeah
Haath Thak Jain Gay Kiyoon Pees Rahay Ho Mehndi
Khoon Haazir Hai Hatheli Pay Laganay K Liyeah

Ishq Ko Dard E Sir Kehnay Walaoon Suno
Kuch Bhi Ho Hum Nai Yeah Dard E Sir Lay Liya
Woh Nigaahon Say Bach Ker Kahan Jain Gay
Ub To Un K Mohallay Mein Ghar Lay Lia

Aa'ye Bun Thun K Shehr E Khamooshaan Mein Wo
Qabr Daikhi Jo Meri To Kehnay Lagay
Aray Aaj Itni To Is Ki Taraqqi Howi
Aik Bayghar Nai Acha Sa Ghar Lay Lia

Idhar Zindagi Ka Janaza Uthay Ga
Udhar Zindagi Un Ki Dulhan Banay Gi
Qayamat Say Pehlay Qayamat Hai Yaaro
Mairay Samnay Meri Dunya Lutay Gi

Jawani Pay Meri Sitam Dhanay Waloon
Zara Sooch Lo Kia Kahay Ga Zamana
Idhar Miaray Armaan Kafan Pehn Lain Gay
Udhar Un K Haathon Pay Mehndi Lagay Gi

Woh Parday K Peechay Mein Parday K Aaagay
Na Woh Aain Aagay Na Mein Jaaon Peechay
Woh Aagay Barhein Gay To Kuch Bhi Na Hoga
Mein Peechay Hatoon Ga To Dunya Hasay Gi

Azal Say Mohabbat Ki Dushman Hai Dunya
Kaheen Do Diloon Ko Milnay Na Day Gi
Idhar Mairay Dil Per Khanjar Chalay Ga
Udhar Un K Maathay Per Bindiya Sajay Gi

Abhi Un K Hasnay K Din Hein Wo Hasn Lain
Abhi Mairay Ronay K Din Hein Mein Ro Loon
Magar Aik Din Un Ko Rona Paray Ga
K Jiss Din Bhi Meri Mayyat Uthay Gi
====================================================
Idhar Zindagi Ka Janaza (Life's Funeral)

Meri Namaaz-E-Janaza Parhai Ghairoon Nai,
Maray Thay Jin K Liyeah Wo Rahay Wazoo Ker K

Intro Music...

Idhar Zindagi Ka Janaza Uthay Ga, (Here Life's Funeral Will Be Held)
Udhar Zindagi Un Ki Dulhan Banay Gi (There Life Will Become Their Bride)
Qayamat Say Pehlay Qayamat Hai Yaarab, (It's The Day Of Judgement Before The Day Of Judgement Oh Lord)
Mere Samnay Meri Dunya Lutay Gi (In Front Of Me My Life Will Be Looted)

Jawani Pay Meri Sitam Dhanay Waloon,
Zara Sooch Lo Kia Kahay Ga Zamana
Idhar Mairay Armaan Kafan Pehn Lain Gay
Udhar Un K Haathon Pay Mehndi Sajay Gi

Woh Parday K Peechay
Woh Parday K Peechay
Woh Parday K Peechay
Woh Parday K Peechay

Aaa (Sufi Chants...)

Yeh Pardadari Bhi Kia Tamasha
Mujhe Je Nawa Ker Aur Mujh He Say Parda
Abhi Say Zulf-E-Siyaah Barham, Un Ka Mijaaz Barham, Nigaah Barham
Yeah Kiyoon Na Fitna Uthay Ga Ik Din, Abhi To Kaafir Jawaan Nahi Daikho

Woh Parday K Peechay
Woh Parday K Peechay
Woh Parday K Peechay
Woh Parday K Peechay

Tera Naam Sun Ker Dil Adab Say Dharakta Hai
Haan'la K Tujhe Aankh Say Daikha Bhi Nahi Hai Mein Nai
Un K Deedar Ki Aarzo Na Karo, Un K Chehray Pay Acha Hai Purdah Rahay
kar nigah ub apne rukh say sir ka jiyah, pori kya yeh jahan chal ja'ay ga

Woh Parday K Peechay
Woh Parday K Peechay
Woh Parday K Peechay
Woh Parday K Peechay

Woh Parday K Peechay Mein Parday K Aagay,
Na Woh Aain Gay Agay Na Mein Jaaon Peechay
Woh Aagay Barhein Gay To Kuch Bhi Na Hoga,
Mein Peechay Hatoon Ga To Dunya Hasay Gi

Azal Say Mohabbat Ki Dushman Hai Dunya
Kaheen Do Diloon Ko Milnay Na Dain Gay
Idhar Mairay Dil Per Khanjar Chalay Ga
Udhar Un K Maathay Per Bindiya Sajay Gi

Abhi Un K Hasnay K Din Hein Wo Hasn Lain
Abhi Mairay Ronay K Din Hein Mein Ro Loon
Magar Aik Din Un Ko Rona Paray Ga
K Jiss Din Meri Mayyat Uthay Gi

Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai

Aaa... (Sufi Chants)

Sakoon Kabhi Bhi Mayassar Nahi Hai Insaan Ko
Janazay Walay Bhi Kaandhay Badaltay Rehtay Hein
Yeah Phool Apni Latafat Ki Daad Pah Na Saka
Khila Zaroor Magar Khil K Muskara Na Saka

Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai...

Aaa (Sufi Chants)

Aisay Baydard Ho Tum Jin Pay Koi Zoor Nahi
Dil Chura Laitay Ho Phir Kehtay K Hum Chour Nahi
Zulm To Laakh Karo Hum To Seh He Lain Gay
Dil To Kamzoor Magar Pyaar To Kamzoor Nahi

Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai...

Aaa (Sufi Chants)

Chalay Bhi Aao...
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Ey Qaasid Payam-E-Shouq Ko Itna Na Ker Itna Taweel
Kehna Faqat Yeh Un Say Aankhein Taras Gayi Hein, Aaja

Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai...

Aaa (Sufi Chants)

Chalay Bhi Aao...
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Chalay Bhi Aao Ke Mairaj-E-Ishq Ho Jaye
Aaj Raat Akela Hoon Mein Khuda Ke Tarah

Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai...

Chalay Jana Tha Hum Nai
Aakhirat Koi Baat Kar Laitay
Mere Janay Ke Baad
Phir Qabar Pe Sir Rakh Ke Na Rona

Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai...

Sajna!
Tum He Tum Ho Mere
Tum Ko He Chahta Hoon
Tu Bhi Jahan Choor Day Deewanay Ki Khaatir

Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai...

Aaa

Chaman Walo... Chaman Ke Rung-O-Bo Ne Is Qadar Dhokay Diyeh Mujh Ko
Ke Mein Ne Zoq-E-Gul Bosi Mein Kaanton Pe Zubaan Rakh Di
Ey Chaman Walo Khuda Hafiz, Tafas Se Lay Chali Gardish
Badan Mein Jab Andhera Ho, To Mera Ghar Jala Daina

Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai...

Waqt-E-Aakhir Hai
Waqt-E-Aakhir Hai Chalay Aao Ziarat Ker Loon
Waqt-E-Aakhir Hai Chalay Aao Ziarat Ker Loon
Phir Khuda Chanay? Rahay Ya Na Rahay Hoosh Mujhe

Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai...

Qabar Pay Aana Zaroori
Qabar Pay Aana Zaroori Daita Hoon Dawat Tumhein
Qabar Pay Aana Zaroori Daita Hoon Dawat Tumhein
Chupke Chupke Daikh Loon Ga Woh Mera Yaar Aagaya, Aaja!

Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai...

Saans Laita Hoon Jigar Jalnay Ki Bo Aati Hai
Saans Laita Hoon Jigar Jalnay Ki Bo Aati Hai (Koi Armaan Jal Gaya Hoga)
Chalay Bhi Aao Ke Ub Khilwat-E-Gham Khilwat-E-Gham Hai
Dil Ke Dharakne Ke Aawaz Nahi Aati, Aaja!

Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai...

Aakhri, Aakhri...
Aakhri Deedar Ker Lo Khol Ker BandE Kafan Mera
Aakhri Deedar Ker Lo Khol Ker BandE Kafan Mera
Ub Na Sharmao Ke Chashm-E-Muntazir Baynoor Hai

Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai...

Dil Lagaya Tha Dillagi Ke Liyeh, Bun Gaya Roag Zindagi Ke Liyeh
Aap Ki Maang Mein Sitaray Hein, Hum Tarastay Hein Roshni Ke Liyeh
Saray Jhagray He Zindagi Tak Hein
Kaun Rota Hai Phir Kisi K Liyeh, Aaja!

Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai...

Aaa... (Sufi Chants)

Janaza Peechay Anay Walo Ko Yeh Keh Raha Hai
Chalay Aao, Chalay Aao, Tumhari Intiha Yeh Hai (Idhar Zindagi Ja Rahi Hai)
Ey Saar-O-Wafa, Sooz-O-Junoon, Dark-e-Tamanna
Mere Ik Dil Ka Laho Kitne Charagho Mei Jala Hai, Aaja!

Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai...

Aaa (Sufi Chants)

Jab Bhi Guzre
Jab Bhi Guzre Howe Lamhaat Ki Yaad Aaye Gi
Jab Bhi Guzre Howe Lamhaat Ki Yaad Aaye Gi
Honthon Si Loon Ga Magar Aankh To Bhar Aaye Gi, Aaja!

Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai...

Mujh Se Hi Sajna Zindagi Ja Rahi hai
Mujh Se Hi Faisla Ker Lo To Khoob Hai
Mujh Se He Faisla Ker Lo To Khoob Hai
Aapas Ki Baat Hai Jaaye Na Parwardigaar Tak, Aaja Aaja!

Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai...

Hum Ne Kia Kuch Na Kia
Hum Ne Kia Kuch Na Keya, Deeda-E-Dil Ki Khaatir
Hum Ne Kia Kuch Na Keya, Deeda-E-Dil Ki Khaatir
Loag Kehte Hein To (P)Aao? Mein Asar Hota Hai, Aaja!

Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai...

Daikh Ja (Khuda Ke Liyeh)
Daikh Ja Aa Ke Mehekte Hoay Zakhmoon Ki Bahar (Allah Allah)
Daikh Ja Aa Ke Mehekte Hoay Zakhmoon Ki Bahar
Mein Ne Ub Tak Tere Gulshan Ko Saja Rakha Hai, Aaja!

Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai...

Mere Haathon Ke Tarashay Hoay Pathar Ke Sanam
Badgumaan Haath Uthanay Say Na Ho
Hum Tere Haq Mei Dua Kartay Hein
Aaj Butkhanay Mein Baghwaan Banay Baithay Hein

Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai...

Idhar Zindagi Ka Janaza Uthay Ga,
Udhar Zindagi Un Ki Dulhan Banay Gi
Qayamat Say Pehlay Qayamat Hai Yaarab,
Tairay Samnay Meri Dunya Lutay Gi Aaa...

Important Notice:
Mediaislam.com is mainly optimized for Mozilla Firefox Browser. Please click the button below to download & install it. It's free, fast and simple to use.


Google

You need real player software to play the media files. Please click the image to download the free player
© mediaislam.com